1.   Lal rang k chunri se
Saja ma ka darbar
Harshit hua sansar 
Nanhe-namhe kadmo se 
Ma aaye apke dwar 
Mubarak ho apko
Navratri ka tyohar



2.   ABCD aati hai kya..?
Agar aati bhi hogi to
Isi nahi aati hogi..
Kyon ki esi aaj tak
Aapko kisi ne nahi sikhai hogi...
A=Ambe
B=Bhawani
C=Chamunda
D=Durga
E=Ekrupi
F=Farsadharni
G=Gayatri
H=Hinglaaj
I=Indrani
J=Jagdamba
K=Kali
L=Laxmi
M=Mahamaya
N=Narayani
O=Omkarini
P=Padma
Q=Qatyayani
R=Ratnapriya
S=Shitla
T=Tripura Sundari
U=Uma
V=Vaishnavi
W=Warahi
Y=Yati
Z=Zyana
ABCD padhte jao..
JAY MATA DI kahte jao....!
Happy Navratri.




3.    Saara Jahan Hain Jiski Sharan Me.
Naman Hain Us MAA Ke
Charan Me,
Hum hai us MAA Ke Charno Ki Dhul
Aao Mil Kar Chadaaye
Shrradha Ke **Phul**.
JAI MATA DI..
Happy Navratri.



4.    Aa Gai,
Hokar Singh Par Sawar Mata
Rani Aa Gai,
Hogi Ab Mann Ki Har Muraad
Puri...
Harne Ab Saare Dukh Mata
Dware Aa Gai.
Happy Navratri.



 5.   Jiwan ek Aaradhna hai aur
Aaradhna 'Shakti MAA' ki
Upasna se Paripurn ho..
NAVRATRI SUBH ho..



6.   Navraat hai puja sankalp ki,
Atma-Shakti ki,
Kabhi na Haar manane wali
Pravarti ki,
Nirasha me asha ki kiran ki..
Apnakar Navraat ko safal banaye,
Wish you Happy Navratri.



7.    Maa ki jyoti se prem milta hai,
sabkedilo ko marm milta hai,
jo bhi jata hai MAA ke dwar,
kuch na kuch jarurmilta hai.
SHUBH NAVRATRI !!



8.    “May Mata Bless You On This Special Day Of Navratri,
And May On This Festive Season Dhan, Yash And Samriddhi Comes ToYour Home,
Happy Navratrey.



9.    Chand Ki Chandani,
Basant Ki Bahar.
Phoolo Ki Khushbu,
Apno Ka Pyar.
Mubarak Ho Aapko NAVRATRI Ka Tyohar
Sada Khush Raho Aap



10.    Nav Deep Jale
Nav phool khile
Nit nayi Bahar mile 
Navratri ke is Pavan Avsar par Aapko MAA DURGA ka Aashirvad mile
HAPPY 
NAVRATRI



11.   N-navchetna
A-akhand jyoti
V-vighna nashak
R-rajrajeswari
A-anand dayi
T-trikal drasti
R-rakshan krti
A-anandmayi navratri ni shubhkamna.



12.    Navratri ke absar par hardik subhkamnayen.. May Maa Durga illuminate your life with countless blessings of happiness and good fortunde

0 Comments:

Post a Comment



Newer Post Home